1/25
Name | Mastery | Learn | Test | Matching | Spaced | Call with Kai |
|---|
No analytics yet
Send a link to your students to track their progress

Ek dusray say badh kar duniya haasil karnay ki dhunn nay insaan ko Aakhirat say Ghafil kar diya hai

Allah Apni Kisi bhi Maqlooq sey apnay deen ka kaam Lesakta hai

Aa’maal

Jo Allah ki taraf badhnay ka ilm hasil karna chahta hai

Tazkiya-e-Nafs (Nafs ki Paki)

Aisi Kamiyabi jis ke baad koi nakami nahi

Ainul yaqeen ka matlab jannat aur jahannum ko apni aankho say dekhnay ka yaqeen

Ilmul Yaqeen ka matlab imaan bil Ghaib hai

Qaum e Tamood

Teen khasmon ku baad, Insaan kay creation ki khususiyat aur salahuyat ka zikr kiya gaya hai

At-Tin aur Zaytoon say murad, Shaam aur Palestine ka ilaqa hai jahan Allah SubhanwaTaala nay kai Ambiya-e-Ikram ko maabus farmaya

Meezan may Tola Jaaega

Jo Apnay rab kay zikr say muh modega to uska rab usko saqt azaab may mubtala karega

Jiskay palda halka hoga uski jagah kharar (residence) gehri Khai hogi (Hawiya)

Jo Insaan apnya maqsad ko poora nahi karta, Allah use bulandi say gira kar asfala safaleen (lowest of low) tak pahuncha deta hai

Qayamat kay din Insaan na apni khud ki madad kar sakega na doosron ki

Insaan jaldi hasil honay wali cheez say mohobat rakhta hai

Allah nay laanat famai us Shaksh par jisko Allah nay ek nutfay say paida kiya, duniya may jeenay kay khabil banaya and who apnay maqsad ko bhoo kar Qhwaishat may lag gaya

Ji insaan Logon kay khatir Allah ko bhool kar duniya ki zindago may busy hoga wohi insaan Qayamat kay din apnay bhai, maa-baap, apni biwi aur aulad say bhaega

Any person or nation jab apnay nafs ko daba deta hai aur qwaishat may lag jata hai to allah usko is duniya aur Aakhirat may tabah kar deta hai

Nafs Al Ammara Bis Suu

Jiska palda bhari hongay who dil pasand aish may hongay, فَهُوَ فِى عِيشَةٍۢ رَّاضِيَةٍۢ

Nafs e Lawamma

Nafs e Mutmainna

Jo Logon par taana marta hai
Jo Peet Peechay Burai karta hai
Jo Maal ko jama karkar gin gin kay raktha hai
Aisay shaksh ko Allah Aag May phek dega jo dilon tak pahunchegi

Surah Ikhlas May tawheed ki mukammil dawat di gae hai