1/32
H4. Hindi basics -
To be
Hona
To go
Jaana
I go
Main jaata, jaati
You go
Tu jaata/ jaati
Tum jaate/ti
Aap jaate
He, She goes
Ye, Wo jaata, jaati
We go
Hum jaate
You go (plural)
Tum jaate
Aap jaate
They go
Ye, Wo jaate
To live, stay
Rehna
I live
Main rehta, rehti
You live
Tu rehta, rehti
Tum rehte, rehti
Aap rehte
He, She lives
Ye, Wo rehta, rehti
We live
Hum rehte hain
You live (plural)
Tum rehte ho
Aap rehte hain
They live
Ye, Wo rehte hain
I live in India (female)
Main India mein rehti hoon.
He lives in Italy.
Ye, Wo Italy rehta hai.
You live in France.
Tum France rehte, rehti ho.
Aap France rehte hain.
To do
Karna
I do
Main karta, karti
You do
Tu karta, karti
Tum karte, karti
Aap karte
He, She does
Ye, Wo karta, karti
We do
Hum karte hain
You do (plural)
Tum karte ho
Aap karte hain
They do
Ye, Wo karte hain
I live in Italy.
Main Italy mein rehta, rehti hoon.
I live in India.
Main India mein rehta, rehti hoon.
You live in India.
Tu India mein rehta, rehti hai.
Tum India mein rehte, rehti ho.
Aap India mein rehte hain.
She lives in India.
Ye, Wo India mein rehti hai.
Where are you from?
Aap kahar se hain?
I am from Europe.
Main Europe se hoon.
What are you doing?
Aap kya karte hain?
I am doing job.
Main naukri karta, karti hoon.